Pathan ne 30 rupe ki lottery li… 1 karor ka
inaam nikla, Tax kat kar 90 lac mile. Pathan Bola: Hum ko
poora pesa chahye warna, Hamara 30 rupe
wapis karo....!!!!!!!
Musafir
(Gard se): Gard saheb kia gari chalne mein itna
waqt hai, keh main chaye pi aayon.Gard: is kay yakeen dilane kay liye mein khud aap ke sath chal sakta hon chaye pine kay liye.